aye Dear government of Pakistan mujhay Russia bhaj dain aik to Quran ki upcoming mystery hai yajooj majooj wali aur Dusra Pana mil jay gi Dusray mulk mein Kam az Kam aram say jee to Sako ga Jiss din say paida Howa hon azab kat Raha ho. to Thora agayetime to rah gaya hai aram say kat jay ga wo united nation walay asay asailm datay hai Agar ap ki jaan ko khatray ho ap Kay apnay mulk mein par ap Phir sari Zindagi apnay mulk nahi a saktay ab Jo halat Hain anay ka dill bhi nahi hai Kyu k government dusman ho to protection kis nay Dani hai is leay Russia Theek rahay ga usa Bhi Theek hai India bhi Theek hai wo I think united nation walay Khud select kartay hai to UN par chora Jis Marzi mulk ka asailam Day dain UN ki Marzi marysia mein pata chala tha k Asay bhi hota hai china bhaj dain wo bhi Theek hai mujhay to koi malsa nahi hai