Bilawal Uncle Nay Pata nahi kitnay act batay k pass karway Bilawal Uncle Act pass karwanay ka Kya Faida jub k implement hi Kuch nahi kar saktay Faida Kya itnay act pass karwanay Kay Sub say Pahlay Kam Mulk ko Asal masla Kya hai Wo pata hona chiay Phir Usay sopve kasay Karna hai wo pata hona lazmi Hota hai jasay dahsatgardi Kyu hai Sindh ka aman o aman khrab Kyu hai wajha Kya hai Pakistan Mein Drugs addiction Kyu Bhar Rahi hai Usay kasay control kea jay scoop university mein drugs Kon supply kar Raha hai Wo kasay control kea jay Jo Hul hai Aik mobile app Tayar karain Aur har shop Par Pakistan ki ANF Koicompaney banay Jo chars Kay tablet tayar kar Kay wo market mein legal kar day Is ka Faida app ka yea ho ga k I'd card Kay bagir sale nahi ho gi har smart Id card Machine mein scan ho ga Jidar yea tablets ki coating pari ho gi Udar machisne Jo I'd card scan karay gi Aur same waqat mein online transection Kay zariay adhi amount ANF aur adhi amount Rehab mein jay gi ANF ko is elay ta k wo Aur drugs ko band karnay Kay leay Kam karay aur Jis waqat Yea Kam legal ho jay ga us Kay baad supreme cortg say Act pass karwana hai k puray mulk mein Kisi Bhi kisam ki drugs salekartat pakra gaya To sidha phansi aur ANF Video Saboot paish karay gi us Kay baad phansi Kisi ko koi malsa nahi ho ga Aur legal karnay ka maksad yea hai K Aik dum Koi bhi mulk is cheez ko control Nahi kar Sakta hai Aur app ka maksad yea Smartcard scan ka maksad yea hai k us nay kis time Kon SI shop say Kitnay Coating purcase ki is ka same waqat mein Jo us I'd card ki IC ho gi Us Kay under Jo rehab hi ga us mein update ho jay gi yea I'd card mein safe ho jay gi auto matric Kisi bhi time Rehab walay check kar saktay hai yea and walay ANF walo ka Kam khatam hi jata hai par Phir bhi agar koi verification chiay ho to and Kay pass record ho ga Aur rehab ka main Kam Hota hai Wo check kartay hai aur follow up kartay hai Usay ta k agar zada use kar Raha hai to us ki limit online rehab Kay computer yea app say Kam kar di jay ta k zada na usekaray asa karnay say ap puray mulk ki drugs ko control kar saktay hai aur Agar wo Ghar larta hai jaghra karta hai to aik app Ghar walo Kay pass ho ga Unho nay Sirf aik Botton daba kar rehab walo ko Bula Lana hai aur wo rehabwalay team bhaj kar Usay Jidar bhi ho ga utwa Lain gaye to rehab mein treatment suru 😂😹 To Jo Kam karnay Kay hotay hai wo pahlay karnay hotay hai automatic puray mulk ka mahool change hi jay ga Aur I thi k Families Permission Day dain gi k legal kea jay yea nahi Agar wo permison nahi datay to ANF yea government is cheez ko control Nahi kar sakti agar permison datay hai tab ja kar ANF yea government is mansahyat ko mulk say khatam kar sakti hai aik drug is leay k aik arsay say use kar rahay hai to aik dam agar Ban kar dea Jay Phir bhi Mulk mein bikti rahay gi legal karnay ka maksad yea hai k har shop mein mojood ho gi Jis waqat jao purcase karo aur use karo aur ANF ko yea task danay ka maksad hai K Camical Kay bagir Kyu k bahir Jo bik Rahi hai us ekiab camical use Hota hai to brain ko efect karta hai Agar original bani jay to wo jaributia say atyar Hoti hai aur agar aik tarekay say use ki jay To is ka Faida Hota hai par Nuksan yea hai k is ka Addict ho jata hai Agar thori SI la parwarwai ki jay Aur legal karnay ka maksad hai k Jo log iligal bachtay hai UN ki sale automatic khatam hi jay gi 😂Bachay gaye Kya jub Kay jagha jagha market shop har shop mein pari ho gi wo bhi original government verify To bachna Kya hai unho nay is ka Faida k agar koi illigal bachta hai aur pakra jata hai aur prove hi jata hai to phansi Yea law Yea act supreme court of Pakistan. say manzoor ho ga Aur family ki permission is leay chiay hai k ID Kay bagir sap enahi ho gi aur Dusra Us nay Wasay bhi to purcase karni hi hai us waqat to ap ki permission nahi chay Hoti hai aur na ap logo ko pata Hota hai k drugs use kar Raha hai k nahi Permison danay say ap ko Faida ho ga k Jis waqat Pahli coating purcase ki us waqat say lay kar last coting tak record ho ga Aur rehab har banday ko trace karay ga Aur Agar zada use karta hai to family Kay number par msg a jay ga agar family chay to Khud samjha day nahi manta to msg ka replay kar Kay ap rehab say help lay saktay hai aur treatment free wo Jo purcase kar Raha hai wohi amount ka profit is Kay treatment keinuse hi jay ga Ghar walo ka koi kharcha nahi hi ga treatment free 😂