Apna ghar apna alaqa apnay log chorhna bahut mushkil hai. Main 24 saal musafir raha. Socha tha kbhi apnay alaqay main rahonga awr gaon ki mitti main mitti ho jaonga. Magar insan ki zindagi main kuch hadsay aisay ho jatay hain keh kahen ka ni reh jata. Ab tou shayad jism ko gaon ki mitti b naseeb ni hogi.💔💔