Stop being the product.
Become the owner.
or
sign uplog in
Chalo Ab Baat startlartay Hain 🤣 24/6/2024=74 Admition Date Ab Howa Kuch is tarha Mama Ghar I Boli Clinic Jana hai Mein wasay bhi tayar tha mentely Kyu k Almost Nishan center say 2022 Murree insident Say Pahlay Kay baad Mein I think Mein clinic Gaya tha Nishan center Us Kay baad say Almost 2 saal Ghar Mein hi tha bed par Ary news geo samaa news Yea CNN aur mobile Aur ap log yea mein bed par mein Khud tang par gaya tha is leay mein rehab Kay leay tayar tha Ab mama nay Bola Ali rehab Center mein Jana hai Mein upset ho gaya Kyu k mein Sadaqat clinic murree Kay chkar mein tha Kyu k UN say Baat karta rahta tha is leay Unhay issue ka pata tha zada in say ja kar baat cheet ki zarorat nahi parti Kyu k Dr Sadaqat mis Huma say almost link mein tha Unhay msg kar Kay issue Batata rahta tha mama ko bola Sadqat clinic mein bhaj do wo boli wo paisay zada charge kartay hai mein nay Bola idar Kya charges hai wo boli 50 thousand mein nay Bola ap Sadaqat clinic mein Baat karain wo itnay mein maan Jain gaye wo boli nahi mein Bola chlo nishan center bani gala Dr tallat Kay pass bhaj do wo boli nahi UN Kay bhi charges zada hai yea Ghar Kay kareeb hai mein nay Bola ab Ali rehab mein ja kar inhay Kya batao Kya masala hai 🤣 Dobara new Sara kis tarha batao Chalo koi nahi new clinic new learning samjh kar chala gaya team I tayar Howa car mein batha chala gaya Rasaty rehab Kay gate Kay agaye entrnace par White color ki car back mirror 🪞 par Bara DR DJ Car number 39 likha Howa ab mara mind ASI chezo par ghore karta hai Chalo koi nahi chala gaya Aray ap log Yakeen nahi karo gaye itna Ganda clinic na koi pochnay Wala aur na andar patient ki koi care subha 1 naan aur aik chay 🍵 ka cup wo bhi itna late us Kay baad 3 banjay 2 rotia with alo kadu wo bhi itna pani Toba Toba Chalo koi nahi start mein Thora tang parha Kyu k clinic ki Jo management thi wo patient ko is traha Marti thi kasay yea log mareez nahi hai koi dahsatgard hai aur language itni Gandi aur ghatia mein to Dakh kar Haran rah gaya yea log kar Kya rahay Chalo koi nahi start mein itna tang parha aur mazay ki BAAT patient ki families Jo Khana bhajti thi wo staffkay log kha jatay Thay 🤣 Toba Toba andar itni bhook aray agar clinic nahi chala saktay to kholay Kyu howay hai bad Dua lanay Kay leay aur seriously Dil say mareezo ko bad Dua lag Rahi hai in logo ko air shia wo bhi ghatia ganday walay na sence na damag wo bhi physclogist banay howay hai. Aray ap log patient ki problem to samjho aur mazay ki BAAT medient sub Kay leay Aik hi wo bhi Raat ko aik neend ki Goli 💊 Hun daso karo gal aur Pakistan Kay andar clinic chal Raha hai koi pochnay Wala nahi Chalo yea to hoi Baat andar ki ab 9/7/20/24 say mujhay inteligence base msg mein any pich Karna suru kar deay Raat ko soya date thi 9/7/2024 Raat ko light Dim hoi aur aik dam security walay Jo bahir hotay hai climc mein nahi Jo bahir light fan 🪭 tez ho gaye mein bara Haran Howa ab Udar mara koi family member nahi tha Akala tha is leay samjhnay ki koshish Karna suru kar dea Chalo Thora wham ho ga Baat ko rafa dafa kar dea Dusray din Government of Pakistan ki team I HIV test karnay Kay leay is clinic Kay 2 postion hai Jidar patient hai mein private ward aur aik general ward Jidar itni gandagi Toba Toba Ap log Yakeen nahi karo gaye climc mein Saban mango wo bhi nahi datay marai piro body pat kharash ho Gai hai ot I Buri halat hai khatsh kar kar Kay itna Ganda clinic ab team I HIV test karnay Kay leay genral ward mein patient Thay almost 35 + aur private ward mein 30 aur Ghar Chota sa ap log Khud andaza lagao sotay kasay ho gaye nahatay aur khatay kasay ho gaye aur mazay ki BAAT 1 month 15 din mein in say Saban hi mangta rah gaya Aray aik Saban to day do Aur kapray bhi nahi dotay Sirf hi nahi hai na datay hai aur kitchen Jidar plate Saaf kartay Udar plate dhonay Wala Saban bhi nahi mein to soch soch kar yea Kon SI nasal Kay muslaman hai aur islami republic of Pakistan. Kayandar government of Pakistan say manzoor shhda idaray aurandar mareezo ko mar mar Kay UN ki Buri halat aur aik aur mazay ki BAAT patient Kay kapray Jo atay Thay families say kar jati thi UN mein Jo achi tea shirt 👕 wo staff Kay log lay latay thay aur Khud Phan Kay ghomtay Thay ap log bol rahay ho gaye k jhoot bhol Raha Aik aik Baat such aur apni ankho 👀 Dakha Hal suna Raha hon Acha aik Tv 📺 tha us ko awaz nahi thi 😳📺👂aur report aik apni Marzi ka chaneel bhi nahi Dakh saktay Thay Chalo itnay log Thay koi masla nahi ab yea msg wo hai Jo remort control koi air use kar Raha tha same Jla Academy Yaad hai wo Mess Wala Kisa aik foji Aya mein Aur mara czn bathay us nay tv on kia Akshay Kumar ki movie ka scean AJ is turning center mein khofia meeting bulwai hai is Kay baad amir kha ki tlash movie ka scean 😂 same isi tarha remort wo log use kar rahay hai aur msg mein poch kar Raha hoa ur Sath walk kartay kartay soch Raha ho k Yea log to Sirf boton clic kar rahay hai msg mujhay Kyu mil Rahay hai ab mein nay
earnings
28,000 mlx total
$0  total
engagement
34 views
0 reactions
reaction stream
0 comments